الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْوَصَايَا
The Book of Wasaya (Wills and Testaments)
بَابُ وَقْفِ الدَّوَابِّ وَالْكُرَاعِ وَالْعُرُوضِ وَالصَّامِتِ:
Chapter. Giving animals; particularly horses and property and gold and silver as endowments.
Show diacritics
Hadith Number: Q2775
وقال الزهري: فيمن جعل الف دينار في سبيل الله، ودفعها إلى غلام له تاجر يتجر بها وجعل ربحه صدقة للمساكين والاقربين، هل للرجل ان ياكل من ربح ذلك الالف شيئا، وإن لم يكن جعل ربحها صدقة في المساكين، قال: ليس له ان ياكل منها.
Zuhri Rahimahullah ne aise shakhs ke baare mein farmaya tha. Jis ne hazar dinar Allah ke raste mein waqf kar diye aur unhein apne ek tajir ghulam ko de diya tha ke is se karobar kare aur is ke nafa ko us shakhs ne muhtajon aur naate walon ke liye sadqa kiya. Kya wo shakhs in ashrafiyon ke nafa mein se kuch kha sakta hai, jab ke us ne nafa ko muhtaj par sadqa na kiya ho to kaha ke us ke liye laiq nahi ke us se kuch khaye
.


Show diacritics
Hadith Number: 2775
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى، حدثنا عبيد الله، قال: حدثني نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما: ان عمر حمل على فرس له في سبيل الله اعطاها رسول الله صلى الله عليه وسلم ليحمل عليها رجلا، فاخبر عمر انه قد وقفها يبيعها، فسال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" ان يبتاعها، فقال: لا تبتعها، ولا ترجعن في صدقتك".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha hum se Yahya Bin Qattan ne bayan kiya, kaha hum se Ubaidullah Bin Umari ne bayan kiya, kaha ke mujh se Nafi ne bayan kiya, aur un se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne apna ek ghora Allah ke raste mein (jehad karne ke liye) ek aadmi ko de diya. Ye ghora Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ko Umar (Radi Allahu Anhu) ne diya tha ' taake Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) jehad mein kisi ko is par sawar karein. Phir Umar (Radi Allahu Anhu) ko maloom hua ke jis shakhs ko ye ghora mila tha ' wo is ghore ko bazar mein bech raha hai. Is liye Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se poocha ke kya wo ise khareed sakte hain? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke hargiz ise na khareed. Apna diya hua sadqa wapas na le
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain