الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْمَظَالِمِ
The Book of Al-Mazalim
بَابُ مَنْ كَانَتْ لَهُ مَظْلَمَةٌ عِنْدَ الرَّجُلِ فَحَلَّلَهَا لَهُ، هَلْ يُبَيِّنُ مَظْلَمَتَهُ:
Chapter. If the oppressed one forgives the oppressor, is it necessary to describe his oppression?
Hadith Number: 2449
حدثنا آدم بن ابي إياس، حدثنا ابن ابي ذئب، حدثنا سعيد المقبري، عن ابي هريرة رضي الله عنه، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" من كانت له مظلمة لاخيه من عرضه او شيء فليتحلله منه اليوم قبل ان لا يكون دينار ولا درهم، إن كان له عمل صالح اخذ منه بقدر مظلمته، وإن لم تكن له حسنات اخذ من سيئات صاحبه فحمل عليه"، قال ابو عبد الله: قال إسماعيل بن ابي اويس: إنما سمي المقبري لانه كان نزل ناحية المقابر، قال ابو عبد الله، وسعيد المقبري: هو مولى بني ليث، وهو سعيد بن ابي سعيد واسم ابي سعيد كيسان.
Hum se Adam Bin Abi Iyas ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Ibn Abi-Daib ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Saeed Maqbari ne bayan kiya, aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, agar kisi shakhs ka zulm kisi doosre ki izzat par ho ya kisi tareeqa (se zulm kiya ho) to aaj hi, is din ke aane se pehle maaf kara lay jis din na dinar honge, na dirham, balkay agar is ka koi naik amal ho ga to is ke zulm ke badle mein wahi lay liya jaye ga aur agar koi naik amal is ke paas nahi ho ga to is ke (mazloom) saathi ki buraiyan us par daal di jayeingi. Abu Abdullah (Imam Bukhari Rahimahullah) ne kaha ke Ismail Bin Abi Uwais ne kaha Saeed Maqbari ka naam Maqbari is liye hua ke qabarstan ke qareeb unhon ne qayam kiya tha. Abu Abdullah (Imam Bukhari Rahimahullah) ne kaha ke Saeed Maqbari hi Bani Laith ke ghulam hain. Poora naam Saeed Bin Abi Saeed hai aur (in ke walid) Abu Saeed ka naam Kaisan hai
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة