الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب فِي اللُّقَطَةِ
The Book Or Al-Luqata
بَابُ إِذَا لَمْ يُوجَدْ صَاحِبُ اللُّقَطَةِ بَعْدَ سَنَةٍ فَهْيَ لِمَنْ وَجَدَهَا:
Chapter. If the owner of a lost thing is not found for one year, then the thing is for the one who has found it.
Show diacritics
Hadith Number: 2429
حدثنا عبد الله بن يوسف، اخبرنا مالك، عن ربيعة بن ابي عبد الرحمن، عن يزيد مولى المنبعث، عن زيد بن خالد رضي الله عنه، قال: جاء رجل إلى رسول الله صلى الله عليه وسلم، فساله عن اللقطة؟ فقال:" اعرف عفاصها ووكاءها، ثم عرفها سنة، فإن جاء صاحبها وإلا فشانك بها"، قال: فضالة الغنم؟ قال: هي لك او لاخيك او للذئب، قال: فضالة الإبل؟ قال: ما لك ولها معها سقاؤها، وحذاؤها ترد الماء، وتاكل الشجر حتى يلقاها ربها".
Hum se Abdullah Bin Yusuf ne bayan kiya, kaha ke hum ko Imam Malik ne khabar di, unhein Rabia Bin Abi Abdur Rahman ne, unhein Manbath ke ghulam Yazid ne aur un se Zaid Bin Khalid (Radi Allahu Anhu) ne ke ek shakhs Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein hazir hua aur Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) se luqtah ke baare mein sawal kiya. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke is ke bartan ki banawat aur is ke bandhan ko zehan mein yaad rakh kar ek saal tak is ka elan karta reh. Agar malik mil jaye (to ise de-day) warna apni zaroorat mein kharch kar. Unhon ne poocha aur agar rasta bhooli hui bakri milay ? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke wo tumhari ho gi ya tumhare bhai ki ho gi. Warna phir bhediya ise utha lay jaye ga sahabi ne poocha aur oont jo rasta bhool jaye ? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya tumhe is se kya matlab ? Is ke sath khud is ka mashkeeza hai, is ke khur hain, pani par wo khud hi pahunch jaye ga aur khud hi darakht ke patte kha lay ga. Aur is tarah kisi na kisi din is ka malik ise khud pa lay ga
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain