الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الِاسْتِقْرَاضِ وَأَدَاءِ الدُّيُونِ وَالْحَجْرِ وَالتَّفْلِيسِ
The Book of Loans, Freezing of Property, and Bankruptcy
بَابُ إِذَا أَقْرَضَهُ إِلَى أَجَلٍ مُسَمًّى أَوْ أَجَّلَهُ فِي الْبَيْعِ:
Chapter. It is permissible to lend money for a fixed time or sell on credit for a fixed time.
Show diacritics
Hadith Number: Q2404
قال ابن عمر في القرض إلى اجل: لا باس به، وإن اعطي افضل من دراهمه ما لم يشترط، وقال عطاء، وعمرو بن دينار: هو إلى اجله في القرض.
Aur Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) ne kaha ke kisi muddat muayyan tak ke liye qarz mein koi haraj nahi hai agarchay is ke dirhamon se ziyada khare dirham ise milein. Lekin is surat mein jab ke is ki shart na lagayi ho. Ata aur Amr Bin Dinar ne kaha ke qarz mein, qarz lene wala apni muqarrara muddat ka paband ho ga
.


Show diacritics
Hadith Number: 2404
وقال الليث: حدثني جعفر بن ربيعة، عن عبد الرحمن بن هرمز، عن ابي هريرة رضي الله عنه، عن رسول الله صلى الله عليه وسلم، انه ذكر رجلا من بني إسرائيل سال بعض بني إسرائيل ان يسلفه فدفعها إليه إلى اجل مسمى، فذكر الحديث".
Laith ne bayan kiya ke mujh se Jafar Bin Rabia ne bayan kiya, un se Abdur Rahman Bin Hurmuz ne aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se ke Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne kisi Israeli shakhs ka tazkira farmaya jis ne doosre Israeli shakhs se qarz manga tha aur us ne ek muqarrara muddat ke liye ise qarz day diya. (Jis ka zikar pehle guzar chuka hai)
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain