الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْإِيمَانِ
The Book of Belief (Faith)
بَابُ حَلاَوَةِ الإِيمَانِ:
Chapter. Sweetness (delight) of faith.
Hadith Number: 16
حدثنا محمد بن المثنى، قال: حدثنا عبد الوهاب الثقفي، قال: حدثنا ايوب، عن ابي قلابة، عن انس رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" ثلاث من كن فيه وجد حلاوة الإيمان، ان يكون الله ورسوله احب إليه مما سواهما، وان يحب المرء لا يحبه إلا لله، وان يكره ان يعود في الكفر كما يكره ان يقذف في النار".
Hamein Muhammed bin Musanna ne yeh Hadees bayan ki, un ko Abdul Wahhaab Saqafi ne, un ko Ayyub ne, woh Abu Qilaabah se riwayat karte hain, woh Anas Radhiallahu Anhu se naaqil hain woh Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya teen khaslatein aisi hain ke jis mein yeh paida ho jaayein us ne Imaan ki mithaas ko paa liya. Awwal yeh ke Allah aur us ka Rasool us ke nazdeek sab se ziyada mehboob ban jaayein, doosre yeh ke woh kisi insaan se mahez Allah ki raza ke liye mohabbat rakhe. Teesre yeh ke woh kufr mein waapas lautne ko aisa bura jaane jaisa ke aag mein daale jaane ko bura jaanta hai.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة