الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْإِيمَانِ
The Book of Belief (Faith)
بَابُ حُبُّ الرَّسُولِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ مِنَ الإِيمَانِ:
Chapter. To love the Messenger (Muhammad ﷺ) is a part of faith.
Show diacritics
Hadith Number: 14
حدثنا ابو اليمان، قال: اخبرنا شعيب، قال: حدثنا ابو الزناد، عن الاعرج، عن ابي هريرة رضي الله عنه، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" فوالذي نفسي بيده، لا يؤمن احدكم حتى اكون احب إليه من والده وولده".
Hum se Abul Yamaan ne Hadees bayan ki, un ko Sho’aib ne, un ko Abuz Zinaad ne A’raj se, unhon ne Abu Hurairah Radhiallahu Anhu se naql ki ke be-shak Rasoolulllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya, qasam hai us zaat ki jis ke haath mein meri jaan hai. Tum mein se koi bhi imaandaar na hoga jab tak main us ke waalid aur aulaad se bhi ziyada us ka mehboob na ban jaaon.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 15
حدثنا يعقوب بن إبراهيم، قال: حدثنا ابن علية، عن عبد العزيز بن صهيب، عن انس، عن النبي صلى الله عليه وسلم. ح وحدثنا آدم، قال: حدثنا شعبة، عن قتادة، عن انس، قال: قال النبي صلى الله عليه وسلم:" لا يؤمن احدكم حتى اكون احب إليه من والده وولده والناس اجمعين".
Hamein Hadees bayan ki Ya’qoob bin Ibrahim ne, un ko Ibn-e-Ulayyah ne, woh Abdul Aziz bin Suhaib se riwayat karte hain, woh Anas Radhiallahu Anhu se woh Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se naql karte hain aur hum ko Adam bin Abi Iyaas ne Hadees bayan ki, un ko Sho’bah ne, woh Qatadah se naql karte hain, woh Anas Radhiallahu Anhu se ke Nabi kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya tum mein se koi shakhs imaandaar na hoga jab tak us ke waalid aur us ki aulaad aur tamaam logon se ziyada us ke dil mein meri mohabbat na ho jaaye.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain