الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْمُزَارَعَةِ
The Book of Cultivation and Agriculture
بَابُ أَوْقَافِ أَصْحَابِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَأَرْضِ الْخَرَاجِ وَمُزَارَعَتِهِمْ وَمُعَامَلَتِهِمْ:
Chapter. The Auqaf (i.e., endowments) of the companions of the Prophet ﷺ and the land of Kharaj (Zakat), the contract of share-cropping and other agreements of the companions.
Hadith Number: Q2334
وقال النبي صلى الله عليه وسلم لعمر: تصدق باصله لا يباع، ولكن ينفق ثمره فتصدق به.
Aur Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Umar (Radi Allahu Anhu) se farmaya tha (jab wo apna ek khajoor ka bagh lillah waqf kar rahe thay) asal zameen ko waqf kar day, is ko koi bech na sakay, albatta is ka phal kharch kiya jata rahe chunanche Umar (Radi Allahu Anhu) ne aisa hi kiya
.
.
Hadith Number: 2334
حدثنا صدقة، اخبرنا عبد الرحمن، عن مالك، عن زيد بن اسلم، عن ابيه، قال: قال عمر رضي الله عنه:" لولا آخر المسلمين ما فتحت قرية، إلا قسمتها بين اهلها كما قسم النبي صلى الله عليه وسلم خيبر".
Hum se Sadaqah ne bayan kiya, kaha ke hum ko Abdur Rahman Bin Mahdi ne khabar di, unhein Imam Malik ne, unhein Yazid Bin Aslam ne, un se in ke walid ne bayan kiya ke Umar (Radi Allahu Anhu) ne farmaya, agar mujhe baad mein aane wale Musalmanon ka khayal na hota to jitne shehar bhi fatah karta, unhein fatah karne walon mein taqseem karta jata, bilkul isi tarah jis tarah Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Khaibar ki zameen taqseem farma di thi
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة