الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْوَكَالَةِ
The Book of Representation
بَابُ الْوَكَالَةِ فِي الْبُدْنِ وَتَعَاهُدِهَا:
Chapter. To depute someone to sacrifice Budn (camels for sacrifice) and to look after them.
Show diacritics
Hadith Number: 2317
حدثنا إسماعيل بن عبد الله، قال: حدثني مالك، عن عبد الله بن ابي بكر بن حزم، عن عمرة بنت عبد الرحمن، انها اخبرته، قالت عائشة رضي الله عنها: انا فتلت قلائد هدي رسول الله صلى الله عليه وسلم بيدي، ثم قلدها رسول الله صلى الله عليه وسلم بيديه، ثم بعث بها مع ابي،" فلم يحرم على رسول الله صلى الله عليه وسلم شيء احله الله له، حتى نحر الهدي".
Hum se Ismail Bin Abdullah ne bayan kiya, kaha ke mujh se Imam Malik ne bayan kiya, un se Abdullah Bin Abi Bakr Bin Hazm ne, unhein Umrah Bint Abdur Rahman ne khabar di ke Aisha (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya, mein ne apne hathon se Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke qurbani ke janwaron ke qilade bate thay. Phir Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne in janwaron ko ye qilade apne hath se pehnaye thay. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne wo janwar mere walid ke sath (Makkah mein qurbani ke liye) bheje. Un ki qurbani ki gayi. Lekin (is bhejne ki wajah se) Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) par koi aisi cheez haram nahi hui jise Allah Ta'ala ne Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke liye halal kiya tha
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain