الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَوَالَة
The Book of Al-Hawalat
بَابٌ في الْحَوَالَةِ، وَهَلْ يَرْجِعُ فِي الْحَوَالَةِ:
Chapter. Al-Hawala, (the transference of a dedt from one person to another. It is an agreement whereby a bebtor is released from a debt by another becoming responsible for it). Can Hawala be rejected by the creditors after accepting it?
Show diacritics
Hadith Number: Q2287
وقال الحسن وقتادة إذا كان يوم احال عليه مليا جاز. وقال ابن عباس يتخارج الشريكان واهل الميراث، فياخذ هذا عينا وهذا دينا، فإن توي لاحدهما لم يرجع على صاحبه.
Aur Hasan aur Qatadah ne kaha ke jab kisi ki taraf qarz muntaqil kiya ja raha tha to agar us waqt wo maldar tha to ruju jayez nahi hawala poora ho gaya. Aur Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne kaha ke agar sajhiyon aur warison ne yun taqseem ki, kisi ne naqad maal liya kisi ne qarza, phir kisi ka hissa doob gaya to ab wo doosre sajhi ya waris se kuch nahi lay sakta
.


Show diacritics
Hadith Number: 2287
حدثنا عبد الله بن يوسف، اخبرنا مالك، عن ابي الزناد، عن الاعرج، عن ابي هريرة رضي الله عنه، ان رسول الله صلى الله عليه وسلم، قال:" مطل الغني ظلم، فإذا اتبع احدكم على ملي فليتبع".
Hum se Abdullah Bin Yusuf ne bayan kiya, kaha ke hum ko Imam Malik (Rahimahullah) ne khabar di, unhein Abuz Zanad ne, unhein Aaraj ne aur unhein Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya (qarz ada karne mein) maldar ki taraf se taal matol karna zulm hai. Aur agar tum mein se kisi ka qarz kisi maldar par hawala diya jaye to ise qabool kare
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain