الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْبُيُوعِ
The Book of Sales (Bargains)
بَابُ بَيْعِ الْمُدَبَّرِ:
Chapter. The sale of Mudabbar (i.e., a slave who is promised by his master to be manumitted after the latter’s death).
Hadith Number: 2230
حدثنا ابن نمير، حدثنا وكيع، حدثنا إسماعيل، عن سلمة بن كهيل، عن عطاء، عن جابر رضي الله عنه، قال:" باع النبي صلى الله عليه وسلم المدبر".
Hum se Ibn Numair ne bayan kiya, kaha ke hum se Waki ne bayan kiya, un se Ismail ne bayan kiya, un se Salama Bin Kuhail ne, un se Ata ne aur un se Jabir (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne mudabbar ghulam becha tha
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2231
حدثنا قتيبة، حدثنا سفيان، عن عمرو، سمع جابر بن عبد الله رضي الله عنه، يقول: باعه رسول الله صلى الله عليه وسلم.
Hum se Qutaiba ne bayan kiya, un se Sufyan ne bayan kiya, un se Amr ne, unhon ne Jabir Bin Abdullah (Radi Allahu Anhuma) ko ye kehte suna tha ke mudabbar ghulam ko Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne becha tha
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2232
حدثني زهير بن حرب، حدثنا يعقوب، حدثنا ابي، عن صالح، قال: حدث ابن شهاب، ان عبيد الله اخبره، ان زيد بن خالد، وابا هريرة رضي الله عنه اخبراه،" انهما سمعا رسول الله صلى الله عليه وسلم يسال عن الامة تزني ولم تحصن؟ قال: اجلدوها، ثم إن زنت فاجلدوها، ثم بيعوها بعد الثالثة او الرابعة".
Mujh se Zuhair Bin Harb ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Yaqub ne bayan kiya, un se un ke walid ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Salih ne bayan kiya ke Ibn Shihab ne bayan kiya, unhein Ubaidullah ne khabar di, unhein Zaid Bin Khalid aur Abu Hurairah (Radi Allahu Anhuma) ne khabar di ke in donon ne Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se suna, Aap se ghair shadi shuda bandi ke mutalliq jo zina kar lay sawal kiya gaya, Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke ise kore lagao, phir agar wo zina kar lay to ise kore lagao. Aur phir ise bech do. (Aakhri jumla Aap ne) teesri ya chauthi martaba ke baad (farmaya tha)
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2233

Hadith Number: 2234
حدثنا عبد العزيز بن عبد الله، قال: اخبرني الليث، عن سعيد، عن ابيه، عن ابي هريرة رضي الله عنه، قال: سمعت النبي صلى الله عليه وسلم، يقول:" إذا زنت امة احدكم فتبين زناها فليجلدها الحد ولا يثرب عليها، ثم إن زنت فليجلدها الحد ولا يثرب، ثم إن زنت الثالثة فتبين زناها فليبعها ولو بحبل من شعر".
Hum se Abdul Aziz Bin Abdullah ne bayan kiya, kaha ke mujhe Laith ne khabar di, unhein Saeed ne, unhein un ke walid ne, aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se mein ne khud suna hai ke jab koi bandi zina karaye aur wo sabit ho jaye to us par hadd-e-zina jari ki jaye, albatta ise laanat malamat na ki jaye. Phir agar wo zina karaye to us par is martaba bhi hadd jari ki jaye, lekin kisi qism ki laanat malamat na ki jaye. Teesri martaba bhi agar zina kare aur zina sabit ho jaye to ise bech dalay khwah baal ki ek rassi ke badle hi kyun na ho
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة