الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْبُيُوعِ
The Book of Sales (Bargains)
بَابُ النَّجْشِ:
Chapter. An-Najsh and whoever said: " A bargain carried out in such a way (Najsh) is not valid."
Show diacritics
Hadith Number: Q2142
ومن قال: لا يجوز ذلك البيع، وقال ابن ابي اوفى: الناجش آكل ربا خائن وهو خداع باطل لا يحل، قال النبي صلى الله عليه وسلم: الخديعة في النار، ومن عمل عملا ليس عليه امرنا فهو رد.
Aur baaz ne kaha ye bai hi jaiz nahi aur Ibn Abi Aufa ne kaha ke «najish» sood khwar aur khain hai. Aur «najash» fareb hai, khilaf-e-shara bilkul durust nahi. Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke fareb dozakh mein le jaye ga aur jo shakhs aisa kaam kare jis ka hukm hum ne nahi diya to wo mardood hai
.


Show diacritics
Hadith Number: 2142
حدثنا عبد الله بن مسلمة، حدثنا مالك، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنه، قال:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم عن النجش".
Hum se Abdullah Bin Muslimah Qanabi ne bayan kiya, kaha ke hum se Imam Malik ne bayan kiya, un se Nafay ne, aur un se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne «najash» (fareb, dhoka) se mana farmaya tha
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain