الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ يُكَبِّرُ مَعَ كُلِّ حَصَاةٍ:
Chapter. To say Alla hu Akbar (Allah is the Most Great) on throwing every pebble.
Show diacritics
Hadith Number: Q1750
قاله ابن عمر رضي الله عنهما , عن النبي صلى الله عليه وسلم.
Is ko Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne bhi Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se riwayat kiya hai
.


Show diacritics
Hadith Number: 1750
حدثنا مسدد، عن عبد الواحد، حدثنا الاعمش، قال: سمعت الحجاج , يقول على المنبر السورة التي يذكر فيها البقرة، والسورة التي يذكر فيها آل عمران، والسورة التي يذكر فيها النساء، قال: فذكرت ذلك لإبراهيم، فقال: حدثني عبد الرحمن بن يزيد، انه كان مع ابن مسعود رضي الله عنه" حين رمى جمرة العقبة فاستبطن الوادي، حتى إذا حاذى بالشجرة اعترضها فرمى بسبع حصيات يكبر مع كل حصاة، ثم قال: من ها هنا، والذي لا إله غيره قام الذي انزلت عليه سورة البقرة صلى الله عليه وسلم".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha ke hum se Abdul Wahid Bin Ziyad Misri ne bayan kiya, un se Sulaiman Aamash ne bayan kiya, kaha ke mein ne Hajjaj se suna, wo minbar par suraton ka yun naam le raha tha wo Surah jis mein baqarah (gaye) ka zikr aaya hai, wo Surah jis mein Aal-e-Imran ka zikr aaya hai, wo Surah jis mein nisa (auraton) ka zikr aaya hai, Aamash ne kaha mein ne is ka zikr Ibrahim Nakhai (Rahimahullah) se kiya to unhon ne farmaya ke mujh se Abdul Rahman Bin Yazid ne bayan kiya ke jab Abdullah Bin Masood (Radi Allahu Anhu) ne jamrah aqabah ki rami ki to wo un ke sath thay, is waqt wo wadi ke nasheeb mein utar gaye aur jab drakht ke (jo is waqt wahan par tha) barabar neeche is ke samne ho kar saat kankariyon se rami ki har kankari ke sath Allah-u-Akbar kehte jate thay. Phir farmaya qasam hai is ki ke jis zaat ke siwa koi mabood nahi yahin wo zaat bhi khari hui thi jis par Surah al-Baqarah nazil hui
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain