الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ يُتَصَدَّقُ بِجِلاَلِ الْبُدْنِ:
Chapter. The covering sheets of Budn are to be given in charity.
Hadith Number: 1718
حدثنا ابو نعيم، حدثنا سيف بن ابي سليمان، قال: سمعت مجاهدا، يقول: حدثني ابن ابي ليلى، ان عليا رضي الله عنه حدثه، قال:" اهدى النبي صلى الله عليه وسلم مائة بدنة فامرني بلحومها فقسمتها، ثم امرني بجلالها فقسمتها، ثم بجلودها فقسمتها".
Hum se Abu Naeem ne bayan kiya, un se Saif Bin Abi Sulaiman ne bayan kiya, kaha mein ne Mujahid se suna, unhon ne kaha ke mujh se Ibn Abi Laila ne bayan kiya aur un se Ali (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne (Hajjat-ul-Wida ke moqa par) sou ont qurban kiye, mein ne Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke hukum ke mutabiq un ke gosht baant diye, phir Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne un ke jhool bhi taqseem karne ka hukum diya aur mein ne unhein bhi taqseem kiya, phir chamre ke liye hukum diya aur mein ne unhein bhi baant diya
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة