الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ نَحْرِ الإِبِلِ مُقَيَّدَةً:
Chapter. Slaughtering the camels after tying their one leg.
Hadith Number: 1713
حدثنا عبد الله بن مسلمة، حدثنا يزيد بن زريع، عن يونس، عن زياد بن جبير، قال:" رايت ابن عمر رضي الله عنهما اتى على رجل قد اناخ بدنته ينحرها، قال: ابعثها قياما مقيدة سنة محمد صلى الله عليه وسلم" , وقال شعبة: عن يونس، اخبرني زياد.
Hum se Abdullah Bin Maslama Qanabi ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Yazid Bin Zuraie ne bayan kiya, un se Yunus ne, un se Ziyad Bin Jubair ne ke mein ne dekha ke Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ek shakhs ke paas aaye jo apna ont bitha kar nahr kar raha tha, Abdullah (Radi Allahu Anhu) ne farmaya ke ise khara kar aur bandh de, phir nahr kar ke yahi Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki sunnat hai. Shuba ne Yunus se bayan kiya ke mujhe Ziyad ne khabar di
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة