الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ فَتْلِ الْقَلاَئِدِ لِلْبُدْنِ وَالْبَقَرِ:
Chapter. To twist (and make) the garlands for the Budn (Hady camels for sacrifice) and cows.
Show diacritics
Hadith Number: 1697
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى، عن عبيد الله، قال: اخبرني نافع، عن ابن عمر، عن حفصة رضي الله عنهم، قالت: قلت: يا رسول الله، ما شان الناس حلوا ولم تحلل انت، قال:" إني لبدت راسي، وقلدت هديي، فلا احل حتى احل من الحج".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha hum se Yahya ne bayan kiya, un se Ubaidullah ne ke mujhe Nafi ne khabar di unhein Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) ne ke Hafsa (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya, kaha mein ne kaha: Ya Rasul Allah! Aur log to halal ho gaye lekin aap halal nahi hue, is ki kya wajah hai? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke mein ne apne sar ke balon ko jama liya hai aur apni hadyi ko qiladah pehna diya hai, is liye jab tak Haj se bhi halal na ho jaoon mein (darmiyan mein) halal nahi ho sakta, (gond laga kar sar ke balon ka jama lena is ko talbeed kehte hain)
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 1698
حدثنا عبد الله بن يوسف، حدثنا الليث، حدثنا ابن شهاب، عن عروة وعن عمرة بنت عبد الرحمن، ان عائشة رضي الله عنها، قالت:" كان رسول الله صلى الله عليه وسلم يهدي من المدينة فافتل قلائد هديه، ثم لا يجتنب شيئا مما يجتنبه المحرم".
Hum se Abdullah Bin Yusuf ne bayan kiya, kaha hum se Laith ne bayan kiya, kaha hum se Ibn Shihab ne bayan kiya, un se Urwah aur Amarah Bint Abdul Rahman ne ke Aisha (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya: Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Madinah se hadyi sath le kar chalte thay aur mein un ke qiladay bata karti thi phir bhi aap (ihram bandhne se pehle) un cheezon se parheiz nahi karte thay jin se ek muhrim parheiz karta hai
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain