الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْوُضُوءِ
The Book of Wudu (Ablution)
بَابُ فَضْلِ الْوُضُوءِ، وَالْغُرُّ الْمُحَجَّلُونَ مِنْ آثَارِ الْوُضُوءِ:
Chapter. The superiority of ablution. And Al-Ghurr-ul-Muhajjalun (the parts of the body of the Muslims washed in ablution will shine on the Day of Resurrection and the angels will call them by that name) from the traces of ablution.
Hadith Number: 136
حدثنا يحيى بن بكير، قال: حدثنا الليث، عن خالد، عن سعيد بن ابي هلال، عن نعيم المجمر، قال: رقيت مع ابي هريرة على ظهر المسجد فتوضا، فقال: إني سمعت النبي صلى الله عليه وسلم، يقول:" إن امتي يدعون يوم القيامة غرا محجلين من آثار الوضوء، فمن استطاع منكم ان يطيل غرته فليفعل".
Hum se Yahya bin Bukair ne bayan kiya, un se Laith ne Khalid ke waaste se naql kiya, woh Sa’eed bin Abi Hilal se naql karte hain, woh Nu’aim Al-Mujmir se, woh kehte hain ke main (ek martaba) Abu Hurairah Radhiallahu Anhu ke saath Masjid ki chhat par chadha. To aap ne Wuzu kiya aur kaha ke main ne Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam se suna tha ke Aap Sallallahu Alaihi Wasallam farmaa rahe the ke meri ummat ke log Wuzu ke nishanaat ki wajah se qiyamat ke din sufaid peshani aur sufaid haath paaon waalon ki shakl mein bulaaye jaayenge. To tum mein se jo koi apni chamak badhana chaahta hai to woh badha le (yani Wuzu achchi tarah kare).
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة