الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الجمعة
Kitab: Juma ke bayan mein
باب الخطبة قائما:
Bab: Khutba khare ho kar parhna.
Show diacritics
Hadith Number: 920
حدثنا عبيد الله بن عمر القواريري، قال: حدثنا خالد بن الحارث، قال: حدثنا عبيد الله، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، قال:" كان النبي صلى الله عليه وسلم يخطب قائما، ثم يقعد، ثم يقوم كما تفعلون الآن".
Hum se Ubaidullah bin Umar Qawareeri ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Khalid bin Harith ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Ubaidullah bin Umar ne Nafi se byaan kiya , un se Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam kharay ho kar khutbah dete thay . Phir baith jate aur phir kharay hote jaise tum log bhi aaj kal karte ho .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 928
حدثنا مسدد، قال: حدثنا بشر بن المفضل، قال: حدثنا عبيد الله، عن نافع، عن عبد الله بن عمر، قال:" كان النبي صلى الله عليه وسلم يخطب خطبتين يقعد بينهما".
Hum se Musaddad bin Musarhad ne byaan kiya , kaha ke hum se Bishr bin Mufaddal ne byaan kiya , kaha ke hum se Ubaidullah Umri ne Nafi se byaan kiya , un se Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam (juma mein) do khutbe dete aur dono ke beech mein baithte thay . (khutbah juma ke beech mein yeh baithna bhi masnoon tareeqa hai) .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة