الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحيل
Kitab: Sharai hilon ke bayan mein
باب ما يكره من التناجش:
Najsh ki karaahat (yani kisi cheez ka khareedna manzoor na ho magar dusre khareedaron ko behkaane ke liye us ki qeemat barhaana.
Hadith Number: 6963
Hum se Qutaybah bin Saeed ne bayan kiya , kaha hum se Imam Malik ne in se Nafi ne aur in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Bai e Najash se mana farmaya .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2142
حدثنا عبد الله بن مسلمة، حدثنا مالك، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنه، قال:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم عن النجش".
Hum se Abdullah Bin Muslimah Qanabi ne bayan kiya, kaha ke hum se Imam Malik ne bayan kiya, un se Nafay ne, aur un se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne «najash» (fareb, dhoka) se mana farmaya tha
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة