الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأدب
Kitab: Akhlaq ke bayan mein
باب لا تحقرن جارة لجارتها:
Koi aurat apni padosan ke liye kisi cheez ke dene ko haqeer na samjhe.
Hadith Number: 6017
حدثنا عبد الله بن يوسف، حدثنا الليث، حدثنا سعيد هو المقبري، عن ابيه، عن ابي هريرة، قال: كان النبي صلى الله عليه وسلم يقول:" يا نساء المسلمات لا تحقرن جارة لجارتها ولو فرسن شاة".
Hum se Abdullah bin Yusuf ne bayan kiya, kaha hum se Layth ne bayan kiya, kaha hum se Saeed ne bayan kiya woh Saeed Muqbiri hain, in se un ke walid ne aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam farmaya karte thay ”Ae Musalman aurato! Tum mein se koi aurat apni kisi parosan ke liye kisi bhi cheez ko (hadiya mein) dene ke liye haqeer na samjhe khwah bakri ka paaya hi kyun na ho.“
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2566
حدثنا عاصم بن علي، حدثنا ابن ابي ذئب، عن المقبري، عن ابيه، عن ابي هريرة رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" يا نساء المسلمات، لا تحقرن جارة لجارتها ولو فرسن شاة".
Hum se Asim Bin Ali Abu Al-Hussain ne bayan kiya, kaha hum se Ibn Abi Zaib ne bayan kiya, un se Saeed Maqbari ne aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Ae Musalman auratou! hargiz koi parousan apni doosri parousan ke liye (mamooli hadiya ko bhi) haqeer na samjhe, khwah bakri ke khur ka hi kyun na ho."
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة