الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأضاحي
Kitab: Qurbani ke masail ka bayan
باب الأضحى والمنحر بالمصلى:
Eidgah mein qurbani karne ka bayaan.
Show diacritics
Hadith Number: 5552
حدثنا يحيى بن بكير، حدثنا الليث، عن كثير بن فرقد، عن نافع:، ان ابن عمر رضي الله عنهما اخبره، قال:" كان رسول الله صلى الله عليه وسلم يذبح، وينحر بالمصلى".
Hum se Yahya bin Bukayr ne bayan kiya, kaha hum se Layth ne bayan kiya, in se Kaseer bin Farqad ne, in se Nafi ne aur unhein Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne khabar di ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam (qurbani) zibah aur nahar Eid-gaah mein kiya karte thay.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 982
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: حدثنا الليث، قال: حدثني كثير بن فرقد، عن نافع، عن ابن عمر،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان ينحر او يذبح بالمصلى".
Hum se Abdullah bin Yusuf Tanisi ne byaan kiya , kaha ke hum se Layth ne byaan kiya , kaha ke mujh se Kaseer bin Farqad ne Nafi se byaan kiya , in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam Eidgah hi mein nahr aur zibah kiya karte .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة