الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأضاحي
Kitab: Qurbani ke masail ka bayan
باب الأضحى والمنحر بالمصلى:
Eidgah mein qurbani karne ka bayaan.
Show diacritics
Hadith Number: 5551
حدثنا محمد بن ابي بكر المقدمي، حدثنا خالد بن الحارث، حدثنا عبيد الله، عن نافع، قال:" كان عبد الله ينحر في المنحر"، قال عبيد الله: يعني منحر النبي صلى الله عليه وسلم.
Hum se Muhammad bin Abi Bakr Muqaddami ne bayan kiya, kaha hum se Khalid bin Haris ne bayan kiya, kaha hum se Ubaidullah ne bayan kiya aur in se Nafi ne bayan kiya ke Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma qurban-gah mein nahar kiya karte thay aur Ubaidullah ne bayan kiya ke murad woh jagah hai jahan Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam qurbani karte thay.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 982
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: حدثنا الليث، قال: حدثني كثير بن فرقد، عن نافع، عن ابن عمر،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان ينحر او يذبح بالمصلى".
Hum se Abdullah bin Yusuf Tanisi ne byaan kiya , kaha ke hum se Layth ne byaan kiya , kaha ke mujh se Kaseer bin Farqad ne Nafi se byaan kiya , in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam Eidgah hi mein nahr aur zibah kiya karte .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة