الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الذبائح والصيد
Kitab: Zabeeh aur shikar ke bayan mein
باب لحوم الخيل:
Ghode ka gosht khane ka bayaan.
Hadith Number: 5519
حدثنا الحميدي، حدثنا سفيان، حدثنا هشام، عن فاطمة، عن اسماء، قالت:" نحرنا فرسا على عهد رسول الله صلى الله عليه وسلم فاكلناه".
Hum se Humaydi ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan ne bayan kiya, kaha hum se Hisham ne bayan kiya, in se Fatima ne aur in se Asmaa razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke hum ne Rasool Allahsalla Allahu alaihi wasallam ke zamana mein ek ghora zibah kiya aur usay khaya.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5510
حدثنا خلاد بن يحيى، حدثنا سفيان، حدثنا هشام بن عروة، قال: اخبرتني فاطمة بنت المنذر امراتي، عن اسماء بنت ابي بكر رضي الله عنهما، قالت:" نحرنا على عهد النبي صلى الله عليه وسلم فرسا فاكلناه".
Hum se Khallad bin Yahya ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Sufyan ne bayan kiya, in se Hisham bin Urwah ne kaha ke mujhe meri biwi Fatima bint Munzhir ne khabar di in se Asmaa bint Abi Bakr razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke hum ne Rasool Allahsalla Allahu alaihi wasallam ke zamane mein ek ghora nahar kiya aur usay khaya.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة