الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب النكاح
Kitab: Nikah ke masail ka bayan
باب العزل:
Bab: Azl ka hukm kya hai?
Show diacritics
Hadith Number: 5208
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، قال عمرو: اخبرني عطاء، سمع جابرا رضي الله عنه، قال:" كنا نعزل والقرآن ينزل".
Hum se Ali bin Abdullah ne byaan kiya , kaha hum se Sufyan Sawri ne byaan kiya , in se Amr bin Dinar ne byaan kiya , unhein Ata ne khabar di , unhon ne Jabir razi Allahu anhu se suna , unhon ne byaan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke zamana mein jab Quran nazil ho raha tha hum azl karte thay .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 5207
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى بن سعيد، عن ابن جريج، عن عطاء، عن جابر، قال:" كنا نعزل على عهد النبي صلى الله عليه وسلم".
Hum se Musaddad bin Musarhad ne byaan kiya , kaha hum se Yahya bin Saeed ne byaan kiya , in se Ibn Jurayj ne , un se Ata ne aur un se Jabir razi Allahu anhu ne byaan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke zamana mein hum azl kiya karte thay .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة