الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب تفسير القرآن
Kitab: Quran Paak ki tafseer ke bayan mein
باب قوله: {أمنة نعاسا} :
Bab: Ayat ki tafseer“Tumhare oopar ghunoodagi ki shakl mein raahat nazil ki”.
Hadith Number: 4562
حدثنا إسحاق بن إبراهيم بن عبد الرحمن ابو يعقوب، حدثنا حسين بن محمد، حدثنا شيبان، عن قتادة، حدثنا انس، ان ابا طلحة،قال:" غشينا النعاس ونحن في مصافنا يوم احد، قال: فجعل سيفي يسقط من يدي، وآخذه ويسقط وآخذه".
Hum se Ishaq bin Ibrahim bin Abdur Rahman Abu Yaqoob Baghdadi ne byaan kiya , kaha hum se Husain bin Muhammad ne byaan kiya , un se Shayban ne byaan kiya , un se Qatadah ne aur un se Anas razi Allahu anhu ne byaan kiya ke Abu Talha razi Allahu anhu ne kaha , Uhud ki larai mein jab hum saff bandhe kharay thay to hum par ghanoodgi tari ho gayi thi . Abu Talha razi Allahu anhu ne byaan kiya ke kaifiyat yeh ho gayi thi ke neend se meri talwar hath se baar baar girti aur main usay uthata .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 4068
وقال لي خليفة حدثنا يزيد بن زريع حدثنا سعيد عن قتادة عن انس عن ابي طلحة رضي الله عنهما قال كنت فيمن تغشاه النعاس يوم احد، حتى سقط سيفي من يدي مرارا، يسقط وآخذه، ويسقط فآخذه.
Aur mujh se Khalifa ne bayan kiya, kaha hum se Yazid Bin Zurai ne bayan kiya, un se Saeed ne bayan kiya, unhon ne Qatada se suna aur un se Anas Radi Allahu Anhu ne aur un se Abu Talha Radi Allahu Anhu ne bayan kiya ke mein in logon mein tha jinhein Ghazwa Uhud ke mauqe par oongh ne aa ghera tha aur isi halat mein meri talwar kai martaba (hath se choat kar be-ikhtiyar) gir pari thi. Mein ise utha leyta, phir gir jati aur mein ise phir utha leyta
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة