ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑู
Sahih Bukhari
ูุชุงุจ ุงูู
ุบุงุฒู
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
ุจุงุจ ุญุฏูุซ ุงูุฅูู:
Bab: Waqia-e-Ifk ka bayan.
Hadith Number: 4146
ุญุฏุซูู ุจุดุฑ ุจู ุฎุงูุฏ , ุงุฎุจุฑูุง ู
ุญู
ุฏ ุจู ุฌุนูุฑ , ุนู ุดุนุจุฉ , ุนู ุณููู
ุงู , ุนู ุงุจู ุงูุถุญู , ุนู ู
ุณุฑูู , ูุงู:" ุฏุฎููุง ุนูู ุนุงุฆุดุฉ ุฑุถู ุงููู ุนููุง ูุนูุฏูุง ุญุณุงู ุจู ุซุงุจุช ููุดุฏูุง ุดุนุฑุง ูุดุจุจ ุจุงุจูุงุช ูู ููุงู: ุญุตุงู ุฑุฒุงู ู
ุง ุชุฒู ุจุฑูุจุฉ ูุชุตุจุญ ุบุฑุซู ู
ู ูุญูู
ุงูุบูุงูู ููุงูุช ูู ุนุงุฆุดุฉ: ูููู ูุณุช ูุฐูู , ูุงู ู
ุณุฑูู: ูููุช ููุง: ูู
ุชุงุฐููู ูู ุงู ูุฏุฎู ุนููู ููุฏ ูุงู ุงููู ุชุนุงูู: ูุงูุฐู ุชููู ูุจุฑู ู
ููู
ูู ุนุฐุงุจ ุนุธูู
ุณูุฑุฉ ุงูููุฑ ุขูุฉ 11 ููุงูุช: ูุงู ุนุฐุงุจ ุงุดุฏ ู
ู ุงูุนู
ู , ูุงูุช ูู: ุฅูู ูุงู ููุงูุญ ุงู ููุงุฌู ุนู ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
.
Mujh se Bishr Bin Khalid ne bayan kiya โ hum ko Muhammad Bin Jafar ne khabar di โ unhein Shuba ne โ unhein Sulaiman ne โ unhein Abul Zuha ne aur in se Masrooq ne bayan kiya ke hum Aisha Radi Allahu Anha ki khidmat mein hazir hue to in ke yahan Hassan Bin Sabit Radi Allahu Anhu maujood thay aur Umm-ul-Momineen Radi Allahu Anha ko apne ashaar suna rahe thay. Ek sher tha jis ka tarjuma ye hai. Wo sanjeeda aur pak daman hain jis par kabhi tuhmat nahi lagayi gayi โ wo har subah bhooki ho kar nadan bahno ka gosht nahi khati. Is par Aisha Radi Allahu Anha ne kaha lekin tum to aise nahi sabit hue. Masrooq ne bayan kiya ke phir mein ne Aisha Radi Allahu Anha se arz kiya โ Aap unhein apne yahan aane ki ijazaat kyun deyti hain. Jabke Allah Ta'ala in ke mutaliq farma chuka hai ยซwallazi tawalla kibrahu minhum lahu azabun azimยป โAur in mein wo shakhs jo tuhmat lagane mein sab se zyada zimmedar hai is ke liye bara azab hoga.โ Is par Umm-ul-Momineen ne farmaya ke nabeena ho jane se sakht azab aur kya hoga (Hassan Radi Allahu Anhu ki basaraait aakhir umar mein chali gayi thi) Aisha Radi Allahu Anha ne in se kaha ke Hassan Radi Allahu Anhu Rasul Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki hamayait kiya karte thay
.
.
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 4755
4385 4385 ุญุฏุซูุง ู
ุญู
ุฏ ุจู ููุณูุ ุญุฏุซูุง ุณููุงูุ ุนู ุงูุงุนู
ุดุ ุนู ุงุจู ุงูุถุญูุ ุนู ู
ุณุฑููุ ุนู ุนุงุฆุดุฉ ุฑุถู ุงููู ุนููุงุ ูุงูุช:" ุฌุงุก ุญุณุงู ุจู ุซุงุจุช ูุณุชุงุฐู ุนูููุงุ ููุช: ุงุชุงุฐููู ููุฐุงุ ูุงูุช: ุงูููุณ ูุฏ ุงุตุงุจู ุนุฐุงุจ ุนุธูู
ุ ูุงู ุณููุงู: ุชุนูู ุฐูุงุจ ุจุตุฑูุ ููุงู: ุญุตุงู ุฑุฒุงู ู
ุง ุชุฒู ุจุฑูุจุฉ ูุชุตุจุญ ุบุฑุซู ู
ู ูุญูู
ุงูุบูุงูู ูุงูุช: ููู ุงูุช".
Hum se Muhammad bin Yusuf Faryabi ne byaan kiya , kaha hum se Sufyan Sawri ne byaan kiya , un se Aamash ne , un se Abu al-Duha ne , un se Masrooq ne ke Aisha razi Allahu anha se mulaqat karne ki Hassan bin Sabit razi Allahu anhu ne ijazat chaahi . Main ne arz kiya ke Aap unhein bhi ijazat deti hain (haalan ke unhon ne bhi Aap par tohmat lagane walon ka saath diya tha) is par Aisha razi Allahu anha ne kaha . Kya unhein is ki ek bari saza nahi mili hai . Sufyan ne kaha ke un ka isharah un ke nabina ho jaane ki taraf tha . Phir Hassan ne yeh shair parha . โafeefa aur bari aqalmand hain ke un ke mutalliq kisi ko koi shubha bhi nahi guzar sakta . Woh ghafil aur paak-daman auraton ka gosht khane se akmal parhez karti hain .โ Aisha razi Allahu anha ne farmaya , lekin tu ne aisa nahi kiya .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 4756
ุญุฏุซูุง ู
ุญู
ุฏ ุจู ุจุดุงุฑุ ุญุฏุซูุง ุงุจู ุงุจู ุนุฏูุ ุงูุจุงูุง ุดุนุจุฉุ ุนู ุงูุงุนู
ุดุ ุนู ุงุจู ุงูุถุญูุ ุนู ู
ุณุฑููุ ูุงู:" ุฏุฎู ุญุณุงู ุจู ุซุงุจุช ุนูู ุนุงุฆุดุฉุ ูุดุจุจุ ููุงู: ุญุตุงู ุฑุฒุงู ู
ุง ุชุฒู ุจุฑูุจุฉ ูุชุตุจุญ ุบุฑุซู ู
ู ูุญูู
ุงูุบูุงููุ ูุงูุช: ูุณุช ูุฐุงูุ ููุช: ุชุฏุนูู ู
ุซู ูุฐุง ูุฏุฎู ุนูููุ ููุฏ ุงูุฒู ุงููู: ูุงูุฐู ุชููู ูุจุฑู ู
ููู
ุณูุฑุฉ ุงูููุฑ ุขูุฉ 11ุ ููุงูุช: ูุงู ุนุฐุงุจ ุงุดุฏ ู
ู ุงูุนู
ูุ ููุงูุช: ููุฏ ูุงู ูุฑุฏ ุนู ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
".
Mujh se Muhammad bin Bashar ne byaan kiya , kaha hum se Ibn Abi Adi ne byaan kiya , kaha ke hum ko Shubah ne khabar di , unhein Aamash ne , unhein Abu al-Duha ne aur un se Masrooq ne byaan kiya , ke Hassan bin Sabit razi Allahu anhu Aisha razi Allahu anha ke paas aaye aur yeh shair parha . Afeefa aur bari aqalmand hain , in ke mutalliq kisi ko shubha bhi nahi guzar sakta . Aap ghafil aur paak daman auraton ka gosht khane se kamil parhez karti hain .โ Is par Aisha razi Allahu anha ne farmaya ke lekin Ae Hassan! Tu aisa nahi hai . Baad mein , main ne arz kiya Aap aise shakhs ko apne paas aane deti hain ? Allah Ta'ala to yeh aayat bhi nazil kar chuka hai ยซwallazhi tawalla kibrahu minhumยป ke โaur jis ne in mein se sab se bara hissa liya .โ al-kh . Aisha razi Allahu anha ne kaha ke nabina ho jaane se barh kar aur kya azab ho ga , phir unhon ne kaha ke Hassan razi Allahu anhu Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki taraf se kuffar ki haju ka jawab diya karte thay (kya yeh sharaf un ke liye kam hai) .
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ