الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب أحاديث الأنبياء
Kitab: Anbiya Alaihim-us-Salam ke bayan mein
باب نزول عيسى ابن مريم عليهما السلام:
Bab: Eesa ibn Maryam Alaihima Salam ka aasman se utarna.
Hadith Number: 3449
حدثنا ابن بكير، حدثنا الليث، عن يونس، عن ابن شهاب، عن نافع مولى ابي قتادة الانصاري، ان ابا هريرة، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" كيف انتم إذا نزل ابن مريم فيكم وإمامكم منكم، تابعه عقيل والاوزاعي.
Hum se Ibn Bukair ne bayan kiya kaha hum se Laith ne bayan kiya un se Yunus ne un se Ibn Shihab ne un se Abu Qatada Ansari (Radi Allahu Anhu) ke ghulam Nafay ne aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Tumhara is waqt kya haal hoga jab Isa Ibn Maryam tum mein utrein ge (tum namaz parh rahe ho ge) aur tumhara Imam tum hi mein se hoga." Is riwayat ki mutabiat Aqeel aur Auzai ne ki
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 2222
حدثنا قتيبة بن سعيد، حدثنا الليث، عن ابن شهاب، عن ابن المسيب، انه سمع ابا هريرة رضي الله عنه، يقول: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" والذي نفسي بيده ليوشكن ان ينزل فيكم ابن مريم حكما مقسطا، فيكسر الصليب، ويقتل الخنزير، ويضع الجزية، ويفيض المال حتى لا يقبله احد".
Hum se Qutaiba Bin Saeed ne bayan kiya, kaha ke hum se Laith ne bayan kiya, un se Ibn Shihab ne, un se Ibn Musayyib ne aur unhon ne Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ko ye farmate suna ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, is zaat ki qasam jis ke hath mein meri jaan hai, wo zamana aane wala hai jab Ibn Maryam (Isa Alaihis Salam) tum mein ek adil aur munsif hakim ki haisiyat se utrenge. Wo saleeb ko tor dalenge, sooron ko mar dalenge aur jizyah ko khatam kar denge. Is waqt maal ki itni ziyadati hogi ke koi lene wala na rahega
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة