الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
کتاب الجزیہ والموادعہ
Kitab: Jizya waghaira ke bayan mein
باب إثم من قتل معاهدا بغير جرم:
Bab: Kisi zimmi kafir ko na-haq maar daalna kaisa gunah hai?
Show diacritics
Hadith Number: 3166
حدثنا قيس بن حفص، حدثنا عبد الواحد، حدثنا الحسن بن عمرو، حدثنا مجاهد، عن عبد الله بن عمرو رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" من قتل معاهدا لم يرح رائحة الجنة، وإن ريحها توجد من مسيرة اربعين عاما".
Hum se Qais Bin Hafs ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Abdul Wahid ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Hasan Bin Amr ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Mujahid ne bayan kiya aur un se Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Jis ne kisi zimmi ko (na-haqq) qatl kiya wo Jannat ki khushbu bhi na pa sakega. Halanke Jannat ki khushbu chalis saal ki raah se sunghi ja sakti hai."
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 6914
حدثنا قيس بن حفص، حدثنا عبد الواحد، حدثنا الحسن، حدثنا مجاهد، عن عبد الله بن عمرو، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" من قتل نفسا معاهدا لم يرح رائحة الجنة، وإن ريحها ليوجد من مسيرة اربعين عاما".
Hum se Qays bin Hafs ne bayan kiya, kaha hum se Abd-ul-Wahid bin Ziyad ne, kaha hum se Hasan bin Amr Faqeemi ne, kaha hum se Mujahid ne, unhon ne Abdullah bin Amr razi Allahu anhuma se, unhon ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se, Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”jo shakhs aaisi jaan ko maar daale jis se ahad kar chuka ho (is ki aman de chuka ho) jaise zhimmi, kafir ko to woh jannat ki khushboo bhi na soonghe ga (cheh jaye ke is mein dakhil ho) haalan-ke bahisht ki khushboo chalis baras ki raah se maloom hoti hai.“


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة