الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الجهاد والسير
Kitab: Jihad ka bayan
باب الارتداف فى الغزو والحج:
Bab: Jihad aur hajj ke safar mein do aadmiyon ka ek sawari par baithna.
Show diacritics
Hadith Number: 2986
حدثنا قتيبة بن سعيد، حدثنا عبد الوهاب، حدثنا ايوب، عن ابي قلابة، عن انس رضي الله عنه، قال:" كنت رديف ابي طلحة وإنهم ليصرخون بهما جميعا الحج والعمرة".
Hum se Qutaiba Bin Saeed ne bayan kiya, kaha hum se Abdul Wahab ne bayan kiya, kaha hum se Ayyub ne bayan kiya, un se Abu Qilaba ne aur un se Anas (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke mein Abu Talha (Radi Allahu Anhu) ki sawari par un ke peeche baitha hua tha. Tamam sahaba hajj aur umrah donon hi ke liye ek sath labbaik keh rahe thay
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 1089
حدثنا ابو نعيم، قال: حدثنا سفيان، عن محمد بن المنكدر، وإبراهيم بن ميسرة، عن انس رضي الله عنه، قال:" صليت الظهر مع النبي صلى الله عليه وسلم بالمدينة اربعا وبذي الحليفة ركعتين".
Hum se Abu Naeem ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Sufyan ne , Muhammad bin Munkadir aur Ibrahim bin Maysarah se byaan kiya , un se Anas bin Malik razi Allahu anhu ne kaha ke main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke saath Madina Munawwarah mein zuhar ki chaar rakat parhi aur Zul-Hulaifah mein asar ki do rakat parhi .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة