الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الشروط
Kitab: Sharait ke masail ka bayan
باب الشروط فى المهر عند عقدة النكاح:
Bab: Nikah ke waqt mehr ki sharten.
Hadith Number: 2721
حدثنا عبد الله بن يوسف، حدثنا الليث، قال: حدثني يزيد بن ابي حبيب، عن ابي الخير، عن عقبة بن عامر رضي الله عنه، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" احق الشروط ان توفوا به ما استحللتم به الفروج".
Hum se Abdullah Bin Yusuf ne bayan kiya, kaha hum se Laith ne bayan kiya, kaha ke mujh se Yazid Bin Abi Habib ne bayan kiya, un se Abul Khair ne aur un se Uqbah Bin Aamir (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Wo shartein jin ke zariya tum ne aurton ki sharmgahon ko halal kiya hai, poori ki jaane ki sab se zyada mustahiq hain."
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5151
حدثنا ابو الوليد هشام بن عبد الملك، حدثنا ليث، عن يزيد بن ابي حبيب، عن ابي الخير، عن عقبة، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" احق ما اوفيتم من الشروط ان توفوا به ما استحللتم به الفروج".
Hum se Abu al-Waleed Hisham bin Abdul Malik ne byaan kiya, kaha hum se Layth bin Saad ne byaan kiya, un se Yazid bin Abi Habib ne, un se Abu al-Khair aur un se Uqbah razi Allahu anhu ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke tamam sharton mein woh shartein sab se zyada poori ki jaane ke laiq hain jin ke zariye tum ne sharmgahon ko halal kiya hai. Yani nikah ki shartein zaroor poori karni hon gi.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة