الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الهبة
Kitab: Hiba ke masail, fazeelat aur targheeb ka bayan
باب ما لا يرد من الهدية:
Bab: Jo tahfa wapas na kiya jana chahiye.
Hadith Number: 2582
حدثنا ابو معمر، حدثنا عبد الوارث، حدثنا عزرة بن ثابت الانصاري، قال: حدثني ثمامة بن عبد الله، قال: دخلت عليه فناولني طيبا، قال: كان انس رضي الله عنه لا يرد الطيب، قال: وزعم انس،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان لا يرد الطيب".
Hum se Abu Maamar ne bayan kiya, kaha hum se Abdul Waris ne bayan kiya, un se Azrah Bin Sabit Ansari ne bayan kiya, kaha ke mujh se Sumama Bin Abdullah ne bayan kiya, Azrah ne kaha ke mein Sumama Bin Abdullah ki khidmat mein hazir hua to unhon ne mujhe khushbu inayat farmai aur bayan kiya ke Anas (Radi Allahu Anhu) khushbu ko wapas nahi karte thay. Sumama ne kaha ke Anas (Radi Allahu Anhu) ka guman tha ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) khushbu ko wapas nahi farmaya karte thay
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 5929
حدثنا ابو نعيم، حدثنا عزرة بن ثابت الانصاري، قال: حدثني ثمامة بن عبد الله، عن انس رضي الله عنه،" انه كان لا يرد الطيب، وزعم ان النبي صلى الله عليه وسلم كان لا يرد الطيب".
Hum se Abu Nuaym ne bayan kiya, kaha hum se Urwah bin Sabit Ansari ne bayan kiya, kaha ke mujh se Sumama bin Abdullah ne bayan kiya aur in se Anas razi Allahu anhu ne ke (jab un ko) khushboo (hadiya ki jati to) Aap woh wapas nahi kiya karte thay aur kehte ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam bhi khushboo ko wapas nahi farmaya karte thay.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة