الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب العتق
Kitab: Ghulamon ki azadi ke bayan mein
باب بيع الولاء وهبته:
Bab: Wala (ghulam ya laundi ka turka) bechna ya hibah karna.
Show diacritics
Hadith Number: 2535
حدثنا ابو الوليد، حدثنا شعبة، قال: اخبرني عبد الله بن دينار، سمعت ابن عمر رضي الله عنهما، يقول:" نهى رسول الله صلى الله عليه وسلم عن بيع الولاء، وعن هبته".
Hum se Abu Al-Walid ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Shuba ne bayan kiya, unhon ne kaha mujhe Abdullah Bin Dinar ne khabar di, unhon ne Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) se suna, Aap bayan kiya karte thay ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne wala ke bechne aur is ke hiba karne se mana farmaya tha
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 6756
حدثنا ابو نعيم، حدثنا سفيان، عن عبد الله بن دينار، عن ابن عمر رضي الله عنهما، قال:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم: عن بيع الولاء، وعن هبته".
Hum se Abu Nuaym ne bayan kiya , unhon ne kaha hum se Sufyan ne bayan kiya , in se Abdullah bin Dinar ne aur in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne walaa ke talluq ko beichne , is ko hiba karne se mana farmaya hai .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة