ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑู
Sahih Bukhari
ูุชุงุจ ุงููุถูุก
Kitab: Wuzu ke bayan mein
ุจุงุจ ุงููุถูุก ู
ู ุงูููู
ูู
ู ูู
ูุฑ ู
ู ุงููุนุณุฉ ูุงููุนุณุชูู ุฃู ุงูุฎููุฉ ูุถูุกุง:
Bab: Sone ke baad wudu karne ke bayan mein aur baโz ulama ke nazdeek ek ya do martaba ki ungh se ya (neend ka) ek jhonka aa jane se wudu nahi tootta.
Hadith Number: 212
ุญุฏุซูุง ุนุจุฏ ุงููู ุจู ููุณูุ ูุงู: ุงุฎุจุฑูุง ู
ุงููุ ุนู ูุดุงู
ุ ุนู ุงุจููุ ุนู ุนุงุฆุดุฉุ ุงู ุฑุณูู ุงููู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุ ูุงู:" ุฅุฐุง ูุนุณ ุงุญุฏูู
ููู ูุตูู ูููุฑูุฏ ุญุชู ูุฐูุจ ุนูู ุงูููู
ุ ูุฅู ุงุญุฏูู
ุฅุฐุง ุตูู ููู ูุงุนุณ ูุง ูุฏุฑู ูุนูู ูุณุชุบูุฑ ููุณุจ ููุณู".
Hum se Abdullah bin Yousuf ne bayan kiya, kaha mujh ko Malik ne Hishaam se, unhon ne apne baap se khabar di, unhon ne Aisha Radhiallahu Anha se naql kiya ke Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya ke jab Namaz padhte waqt tum mein se kisi ko oongh aa jaaye, to chaahiye ke woh so rahe yahan tak ke neend (ka asar) us se khatm ho jaaye. Is liye ke jab tum mein se koi shakhs Namaz padhne lage aur woh oongh raha ho to woh kuch nahi jaanega ke woh (Allah Taโala se) maghfirat talab kar raha hai ya apne nafs ko bad-dua de raha hai.
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ
Hadith Number: 213
ุญุฏุซูุง ุงุจู ู
ุนู
ุฑุ ูุงู: ุญุฏุซูุง ุนุจุฏ ุงููุงุฑุซุ ุญุฏุซูุง ุงููุจุ ุนู ุงุจู ููุงุจุฉุ ุนู ุงูุณุ ุนู ุงููุจู ุตูู ุงููู ุนููู ูุณูู
ุ ูุงู:" ุฅุฐุง ูุนุณ ุงุญุฏูู
ูู ุงูุตูุงุฉ ููููู
ุญุชู ูุนูู
ู
ุง ููุฑุง".
Hum se Abu Maโmar ne bayan kiya, kaha hum se Abdul Waris ne, kaha hum se Ayyub ne Abu Qilaabah ke waaste se naql kiya, woh Anas Radhiallahu Anhu se riwayat karte hain, woh Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam se Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya ke jab tum Namaz mein oonghne lago to so jaana chaahiye. Phir us waqt Namaz padhe jab jaan le ke woh kya padh raha hai.
ุญูู
: ุฃุญุงุฏูุซ ุตุญูุญ ุงูุจุฎุงุฑูู ููููุง ุตุญูุญุฉ