الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب البيوع
Kitab: Khareed o farokht ke masail ka bayan
باب الأسواق التى كانت فى الجاهلية فتبايع بها الناس فى الإسلام:
Bab: Jahiliyat ke bazaron ka bayan jin mein Islam ke zamane mein bhi logon ne khareed o farokht ki.
Show diacritics
Hadith Number: 2098
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، عن عمرو بن دينار، عن ابن عباس رضي الله عنه، قال:" كانت عكاظ، ومجنة، وذو المجاز اسواقا في الجاهلية، فلما كان الإسلام، تاثموا من التجارة فيها، فانزل الله: ليس عليكم جناح سورة البقرة آية 198"، في مواسم الحج، قرا ابن عباس، كذا.
Hum se Ali Bin Abdullah ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya, un se Amr Bin Dinar ne aur un se Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne ke Ukaz, Majannah aur Zhu-al-Majaz ye sab zamana-e-jahiliyat ke bazaar thay. Jab Islam aaya to logon ne un mein tijarat ko gunah samjha. Is par Allah Ta'ala ne ye ayat nazil ki «Laisa alaikum junahun... fee mawasi-mil-hajj» , Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne isi tarah qira'at ki hai
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 1770
حدثنا عثمان بن الهيثم، اخبرنا ابن جريج، قال عمرو بن دينار , قال ابن عباس رضي الله عنهما:" كان ذو المجاز وعكاظ متجر الناس في الجاهلية، فلما جاء الإسلام كانهم كرهوا ذلك , حتى نزلت: ليس عليكم جناح ان تبتغوا فضلا من ربكم سورة البقرة آية 198 في مواسم الحج".
Hum se Usman Bin Haizam ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum ko Ibn Jurayj ne khabar di, un se Amr Bin Dinar ne bayan kiya aur un se Abdullah Bin Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne bayan kiya ke Zu-al-Majaz aur Ukaz ehd-e-jahiliyat ke bazar thay jab Islam aaya to goya logon ne (jahiliyat ke in bazaron mein) khareed-o-farokht ko bura khayal kiya is par (Surah al-Baqarah ki) ye ayat nazil hui ”Tumhare liye koi haraj nahi agar tum apne Rabb ke fazl ki talash karo, ye Haj ke zamana ke liye tha
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة