الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحج
Kitab: Hajj ke masail ka bayan
باب من نزل بذي طوى إذا رجع من مكة:
Bab: Is se mutalliq jis ne Makkah se wapas hote hue Zi Tuwa mein qiyam kiya.
Show diacritics
Hadith Number: 1769
وقال محمد بن عيسى: حدثنا حماد، عن ايوب، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، انه كان إذا اقبل بات بذي طوى حتى إذا اصبح دخل، وإذا نفر مر بذي طوى وبات بها حتى يصبح، وكان يذكر ان النبي صلى الله عليه وسلم كان يفعل ذلك.
Aur Muhammad Bin Isa ne kaha ke hum se Hammad Bin Salama ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Ayub ne bayan kiya, un se Nafi ne bayan kiya ke Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) jab Madinah se Makkah aate to Zi Tuwa mein raat guzarte aur jab subah sadiq hoti to Makkah mein dakhil hote. Isi tarah Makkah se wapasi mein bhi Zi Tuwa se guzarte aur wahin raat guzarte aur farmate ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) bhi isi tarah karte thay
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 491
وان عبد الله بن عمر حدثه، ان النبي صلى الله عليه وسلم كان ينزل بذي طوى ويبيت حتى يصبح يصلي الصبح حين يقدم مكة، ومصلى رسول الله صلى الله عليه وسلم ذلك على اكمة غليظة ليس في المسجد الذي بني ثم، ولكن اسفل من ذلك على اكمة غليظة.
Aur Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma ne Nafi se bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam maqam Dhi Tuwa mein qiyam farmate aur raat yahin guzara karte thay aur subah hoti to namaz fajr yahin parhte . Makka jate hue . Yahan Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam ke namaz parhne ki jagah ek bare se tele par thi . Is masjid mein nahi jawab wahan bani hui hai balkay is se neechay ek bara tela tha .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة