الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحج
Kitab: Hajj ke masail ka bayan
باب النحر فى منحر النبى صلى الله عليه وسلم بمنى:
Bab: Mina mein Nabi Karim Sallallahu Alaihi Wasallam ne jahan nahar kiya wahan nahar karna.
Hadith Number: 1711
حدثنا إبراهيم بن المنذر، حدثنا انس بن عياض، حدثنا موسى بن عقبة، عن نافع،" ان ابن عمر رضي الله عنهما كان يبعث بهديه من جمع من آخر الليل، حتى يدخل به منحر النبي صلى الله عليه وسلم مع حجاج فيهم الحر والمملوك".
Hum se Ibrahim Bin Al-Munzir ne bayan kiya, kaha hum se Anas Bin Iyaz ne bayan kiya, kaha hum se Musa Bin Uqbah ne bayan kiya, un se Nafi ne ke Ibn Umar (Radi Allahu Anhuma) apni qurbani ke janwaron ko Muzdalifah se akhir raat mein Mina bhijwa dete, ye qurbaniyan jin mein haaji log neez ghulam aur azad dono tarah ke log hote, is maqam mein le jate jahan Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) nahr kiya karte thay
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 982
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: حدثنا الليث، قال: حدثني كثير بن فرقد، عن نافع، عن ابن عمر،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان ينحر او يذبح بالمصلى".
Hum se Abdullah bin Yusuf Tanisi ne byaan kiya , kaha ke hum se Layth ne byaan kiya , kaha ke mujh se Kaseer bin Farqad ne Nafi se byaan kiya , in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam Eidgah hi mein nahr aur zibah kiya karte .
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة