الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحج
Kitab: Hajj ke masail ka bayan
باب النحر فى منحر النبى صلى الله عليه وسلم بمنى:
Bab: Mina mein Nabi Karim Sallallahu Alaihi Wasallam ne jahan nahar kiya wahan nahar karna.
Show diacritics
Hadith Number: 1710
حدثنا إسحاق بن إبراهيم، سمع خالد بن الحارث، حدثنا عبيد الله بن عمر، عن نافع،" ان عبد الله رضي الله عنه كان ينحر في المنحر"، قال عبيد الله: منحر رسول الله صلى الله عليه وسلم".
Hum se Ishaq Bin Ibrahim Bin Rahwayh ne bayan kiya, unhon ne Khalid Bin Haris se suna, kaha hum se Ubaidullah Bin Umar ne bayan kiya, un se Nafi ne ke Abdullah (Radi Allahu Anhu) nahr karne ki jagah nahr karte thay, Ubaidullah ne bataya ke murad Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke nahr karne ki jagah se thi
.


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Show diacritics
Hadith Number: 982
حدثنا عبد الله بن يوسف، قال: حدثنا الليث، قال: حدثني كثير بن فرقد، عن نافع، عن ابن عمر،" ان النبي صلى الله عليه وسلم كان ينحر او يذبح بالمصلى".
Hum se Abdullah bin Yusuf Tanisi ne byaan kiya , kaha ke hum se Layth ne byaan kiya , kaha ke mujh se Kaseer bin Farqad ne Nafi se byaan kiya , in se Ibn Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam Eidgah hi mein nahr aur zibah kiya karte .


حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة