الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الحج
Kitab: Hajj ke masail ka bayan
باب القلائد من العهن:
Bab: Oon ke haar batna
Hadith Number: 1705
حدثنا عمرو بن علي، حدثنا معاذ بن معاذ، حدثنا ابن عون، عن القاسم، عن ام المؤمنين رضي الله عنها، قالت:" فتلت قلائدها من عهن كان عندي".
Hum se Amr Bin Ali ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Ma'az Bin Ma'az ne bayan kiya, un se Ibn Aun ne bayan kiya, un se Qasim ne bayan kiya, un se Umm-ul-Momineen Aisha (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya ke mere paas jo oon thi un ke haar mein ne qurbani ke janwaron ke liye khud bate thay
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Number: 1696
حدثنا ابو نعيم، حدثنا افلح، عن القاسم، عن عائشة رضي الله عنها، قالت:" فتلت قلائد بدن النبي صلى الله عليه وسلم بيدي، ثم قلدها واشعرها واهداها، فما حرم عليه شيء كان احل له".
Hum se Abu Naeem ne bayan kiya, kaha ke hum se Aflah ne bayan kiya, un se Qasim ne aur un se Aisha (Radi Allahu Anha) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke qurbani ke janwaron ke haar mein ne apne hath se khud bate thay, phir Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne unhein haar pehnaya, ishaar kiya, un ko Makkah ki taraf rawana kiya phir bhi aap ke liye jo cheezon halal theen wo (ihram se pehle sirf hadyi se) haram nahi hueen
.
.
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة