الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيفه همام بن منبه
Sahifah Hammam ibn Munabbih
متفرق
Hadith Number: 51
قال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " لا ازال اقاتل الناس حتى يقولوا: لا إله إلا الله، فإذا قالوا: لا إله إلا الله، فقد عصموا مني دماءهم واموالهم وانفسهم إلا بحقها وحسابهم على الله"
Aur Rasul Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne irshad farmaya: ”Mein logon se tab tak qital karta hoon ga jab tak wo «La ilaha illallah» (Allah ke siwa koi ibadat ka haqq-dar nahi) ka iqrar nahi kar lete. Chunancha jab unhon ne iqrar kar liya to bil-tahqeeq unhon ne apne amwaal aur jaanein mujh se bacha leen siwaye un ke haqq ke (yaani qisas, irtidad ya kisi aur hadd-e-shar'i ki wajah se qatl mustasna hai) aur un ka hisab Allah Azza wa Jalla par hai.“
تخریج الحدیث: