الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الأدب
Kitab: Akhlaq ke bayan mein
باب فى الهدي الصالح:
Achhe chaal chalan ke baare mein.
Show diacritics
Hadith Number: 6097
حدثنا إسحاق بن إبراهيم، قال: قلت لابي اسامة، احدثكم الاعمش، سمعت شقيقا، قال: سمعت حذيفة، يقول:" إن اشبه الناس دلا وسمتا وهديا برسول الله صلى الله عليه وسلم لابن ام عبد، من حين يخرج من بيته إلى ان يرجع إليه، لا ندري ما يصنع في اهله إذا خلا".
Hum se Ishaq bin Ibrahim Rahwayh ne bayan kiya, kaha ke main ne Abu Usamah se poochha kya tum se Aamash ne yeh bayan kiya ke main ne Shaqeeq se suna, kaha main ne Huzayfah razi Allahu anhu se suna, woh bayan karte thay ke bilashubha sab logon se apni chaal-dhaal aur waza aur seerat mein Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se sab se zyada mushaba Abdullah bin Masood razi Allahu anhu hain. Jab woh apne ghar se bahar nikalte aur is ke baad dobara apne ghar wapas aane tak in ka yahi haal rehta hai lekin jab woh akele ghar mein rehte to maloom nahi kya karte rehte hain.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
حذيفة بن اليمان العبسي، أبو عبد اللهصحابي
شقيق بن سلمة الأسدي، أبو وائلمخضرم
إسحاق بن راهويه المروزي، أبو يعقوبثقة حافظ إمام