الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الصلاة
Kitab: Namaz ke ahkam o masail
باب المساجد التى على طرق المدينة والمواضع التى صلى فيها النبى صلى الله عليه وسلم.:
Bab: Un masajid ka bayan jo Madinah ke raaste mein waqe’ hain aur woh jagahen jahan Rasoolullah ﷺ ne namaz ada farmayi hai.
Show diacritics
Hadith Number: 488
وان عبد الله بن عمر حدثه، ان النبي صلى الله عليه وسلم صلى في طرف تلعة من وراء العرج، وانت ذاهب إلى هضبة عند ذلك المسجد قبران او ثلاثة على القبور رضم من حجارة عن يمين الطريق عند سلمات الطريق، بين اولئك السلمات كان عبد الله يروح من العرج بعد ان تميل الشمس بالهاجرة فيصلي الظهر في ذلك المسجد.
Aur Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma ne Nafi se yeh bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wa sallam ne qarya Araj ke qareeb is nale ke kinare namaz parhi jo pahari ki taraf jate hue parta hai . Is masjid ke pas do ya teen qabren hain , un qabron par upar tale patthar rakhe hue hain , raste ke dayen janib un bare pattharon ke pas jo raste mein hain . Un ke darmiyan mein ho kar namaz parhi , Abdullah bin Umar raziyallahu anhuma qarya Araj se sooraj dhulne ke baad chalte aur zuhr isi masjid mein aa kar parha karte thay .


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة