الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب المغازي
Kitab: Ghazwat ke bayan mein
باب مرض النبى صلى الله عليه وسلم ووفاته:
Bab: Nabi Karim ﷺ ki bimari aur Aap ﷺ ki wafat ka bayan.
Hadith Number: Q4428
وقول الله تعالى: {إنك ميت وإنهم ميتون ثم إنكم يوم القيامة عند ربكم تختصمون}.
Aur Allah Ta'ala ka farman «innaka mayyitun wa innahum mayyitoon * summa innakum yawmal qiyamati inda rabbikum takhtasimoon» ke ”Aap ko bhi marna hai aur unhein bhi marna hai , phir tum sab Qayamat ke din apne Rabb ke huzoor mein jhagray karo ge .“
تخریج الحدیث:
Hadith Number: 4428
وقال يونس: عن الزهري، قال عروة: قالت عائشة رضي الله عنها:" كان النبي صلى الله عليه وسلم يقول في مرضه الذي مات فيه:" يا عائشة، ما ازال اجد الم الطعام الذي اكلت بخيبر، فهذا اوان وجدت انقطاع ابهري من ذلك السم".
Aur Yunus ne byaan kiya , un se Zuhri ne , un se Urwah ne byaan kiya aur un se Aisha razi Allahu anha ne byaan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam apne marz e wafat mein farmate thay ke Khaybar mein (zeher aalood) luqma jo main ne apne munh mein rakh liya tha , is ki takleef aaj bhi main mehsoos karta hoon . Aaisa maloom hota hai ke meri sheh-rag is zeher ki takleef se kat jaye gi .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة