الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب فضائل الصحابة
Kitab: Nabi (S.A.W) ke ashab ki fazeelat
باب مناقب بلال بن رباح مولى أبى بكر رضي الله عنهما:
Bab: Abu Bakr Radiallahu Anhu ke maula Bilal bin Rabah Radiallahu Anhu ke fazail.
Hadith Number: 3755
حدثنا ابن نمير، عن محمد بن عبيد، حدثنا إسماعيل، عن قيس، ان بلالا، قال لابي بكر:" إن كنت إنما اشتريتني لنفسك فامسكني , وإن كنت إنما اشتريتني لله فدعني وعمل الله".
Hum se Ibn Numair ne bayan kiya, un se Muhammad Bin Ubaid ne kaha, hum se Ismail ne bayan kiya, aur un se Qais ne ke Bilal Radi Allahu Anhu ne Abu Bakr Radi Allahu Anhu se kaha: Agar aap ne mujhe apne liye khareeda hai to phir apne paas hi rakhiye aur agar Allah ke liye khareeda hai to phir mujhe azad kar dijiye aur Allah ke raste mein amal karne dijiye
.
.
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators: