الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب أحاديث الأنبياء
Kitab: Anbiya Alaihim-us-Salam ke bayan mein
باب:
Bab: …
Show diacritics
Hadith Number: 3363
قال: الانصاريحدثنا ابن جريج، قال: اما كثير بن كثير فحدثني، قال: إني وعثمان بن ابي سليمان جلوس مع سعيد بن جبير، فقال ما هكذا حدثني ابن عباس ولكنه، قال: اقبل إبراهيم بإسماعيل وامه عليهم السلام وهي ترضعه معها شنة لم يرفعه ثم جاء بها إبراهيم وبابنها إسماعيل".
Muhammad Bin Abdullah Ansari ne kaha ke hum se isi tarah ye hadees Ibn Juraij ne bayan kiya lekin Kaseer Bin Kaseer ne mujh se yun bayan kiya ke mein aur Usman Bin Abu Sulaiman dono Said Bin Jubair ke paas baithe hue thay, itne mein unhon ne kaha ke Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) ne mujh se ye hadees is tarah bayan nahi ki balki yun kaha ke Ibrahim Alaihis Salam apne bete Ismail aur un ki walida Hajra Alaihi-as-Salam Ismail Alaihis Salam ko le kar Makkah ki sarr zameen ki taraf aaye. Hajra Alaihi-as-Salam Ismail Alaihis Salam ko doodh pilati theen. In ke sath ek purani mashk thi. Ibn Abbas ne is hadees ko marfoo nahi kiya
.


تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name
Rank
Ahadith
عبد الله بن العباس القرشي، أبو العباسصحابي
سعيد بن جبير الأسدي، أبو محمد، أبو عبد اللهثقة ثبت
كثير بن كثير القرشيثقة
ابن جريج المكي، أبو خالد، أبو الوليدثقة
محمد بن عبد الله الأنصاري، أبو عبد اللهثقة