الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كتاب الزكاة
Kitab: Zakat ke masail ka bayan
باب إذا تصدق على ابنه وهو لا يشعر:
Agar baap na-waqifi se apne bete ko khairaat de de ke us ko maloom na ho?
Hadith Number: 1422
حدثنا محمد بن يوسف، حدثنا إسرائيل، حدثنا ابو الجويرية، ان معن بن يزيد رضي الله عنه حدثه، قال:" بايعت رسول الله صلى الله عليه وسلم انا , وابي , وجدي , وخطب علي فانكحني , وخاصمت إليه، وكان ابي يزيد اخرج دنانير يتصدق بها فوضعها عند رجل في المسجد فجئت فاخذتها فاتيته بها، فقال: والله ما إياك اردت فخاصمته إلى رسول الله صلى الله عليه وسلم، فقال: لك ما نويت يا يزيد ولك ما اخذت يا معن".
Hum se Muhammad bin Yusuf Faryabi ne byaan kiya ‘ kaha ke hum Israel bin Yunus ne byaan kiya ‘ kaha ke hum se Abujuwairiyah (Hattan bin Khaffaf) ne byaan kiya ke Maan bin Yazid ne un se byaan kiya ‘ unhon ne kaha ke maine aur mere walid aur dada (Akhfash bin Habeeb) ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ke haath par bay'at ki thi . Aap ne meri mangni bhi karayi aur Aap hi ne nikah bhi parhaya tha aur main Aap ki khidmat mein ek muqaddama le kar hazir hua tha . Woh yeh ke mere walid Yazid ne kuch deenaar khairat ki niyat se nikale aur un ko unhon ne masjid mein ek shakhs ke paas rakh diya . Main gaya aur maine un ko us se le liya . Phir jab main unhein le kar walid sahib ke paas aaya to unhon ne farmaya ke qasam Allah ki mera irada tujhe dene ka nahi tha . Yahi muqaddama main Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki khidmat mein le kar hazir hua aur Aap ne yeh faisla diya ke dekho Yazid jo tum ne niyat ki thi is ka sawab tumhein mil gaya aur Maan! Jo tu ne le liya woh ab tera ho gaya .
تخریج الحدیث:
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Hadith Narrators:
Famous Name | Rank | Ahadith |
|---|---|---|
| معن بن يزيد السلمي، أبو يزيد | صحابي | |
| حطان بن خفاف الجرمي، أبو الجويرية | ثقة | |
| إسرائيل بن يونس السبيعي، أبو يوسف | ثقة | |
| محمد بن يوسف الفريابي، أبو عبد الله | ثقة |