الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ الإِهْلاَلِ عِنْدَ مَسْجِدِ ذِي الْحُلَيْفَةِ:
Chapter. To recite Talbiya and assume Ihram at the mosque of Dhul-Hulaifa (by the inhabitants of Al-Madina who want to perform Hajj or Umra).
Show diacritics
Hadith Number: 1541
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، حدثنا موسى بن عقبة، سمعت سالم بن عبد الله، قال: سمعت ابن عمر رضي الله عنهما. ح وحدثنا عبد الله بن مسلمة، عن مالك، عن موسى بن عقبة، عن سالم بن عبد الله , انه سمع اباه، يقول:" ما اهل رسول الله صلى الله عليه وسلم إلا من عند المسجد , يعني مسجد ذي الحليفة".
Hum se Ali bin Abdullah Madini ne byaan kiya , unhon kaha ke hum se Sufyan bin Uyaynah ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Musa bin Uqbah ne byaan kiya , unhon ne kaha ke maine Salim bin Abdullah se suna , unhon ne kaha ke maine Ibn Umar razi Allahu anhuma se suna (doosri sanad) Imam Bukhari rahmahu Allah ne kaha aur hum se Abdullah bin Maslamah Qanabi ne byaan kiya , un se Imam Malik ne , un se Musa bin Uqbah ne , un se Salim bin Abdullah ne , unhon ne apne baap se suna , ke woh keh rahe thay ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne Masjid-e-Zul Hulaifah ke qareeb hi puhanch kar ahram baandha tha .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain