الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ مُهَلِّ أَهْلِ مَكَّةَ لِلْحَجِّ وَالْعُمْرَةِ:
Chapter. Miqat of Hajj and Umra for the people of Makkah.
Hadith Number: 1524
حدثنا موسى بن إسماعيل، حدثنا وهيب، حدثنا ابن طاوس، عن ابيه، عن ابن عباس، قال:" إن النبي صلى الله عليه وسلم وقت لاهل المدينة ذا الحليفة، ولاهل الشام الجحفة، ولاهل نجد قرن المنازل، ولاهل اليمن يلملم هن لهن ولمن اتى عليهن من غيرهن ممن اراد الحج والعمرة، ومن كان دون ذلك فمن حيث انشا حتى اهل مكة من مكة".
Hum se Musa bin Ismail ne byaan kiya , kaha ke hum se Wuhaib ne byaan kiya , kaha ke hum se Abdullah bin Ta'oos ne byaan kiya , un se in ke baap ne aur un se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne Madina walon ke ahram ke liye Zul Hulaifah , Shaam walon ke liye Juhfah , Najd walon ke Qarn-ul-Manzil , Yemen walon ke Yalamlam mutaiyan kiya . Yahan se in maqamaat wale bhi ahram baandhein aur in ke alawa woh log bhi jo in raston se aayein aur Hajj ya Umrah ka irada rakhte hon . Lekin jin ka qiyam miqaat aur Makka ke darmiyan hai to woh ahram isi jagah se baandhein jahan se unhein safar shuroo karna hai . Yahan tak ke Makka ke log Makka hi se ahram baandhein .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة