الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الزَّكَاة
The Book of Zakat
بَابُ فَرْضِ صَدَقَةِ الْفِطْرِ:
Chapter. Obligation of Sadaqat-ul-Fitr.
Hadith Number: Q1503
وراى ابو العالية وعطاء وابن سيرين صدقة الفطر فريضة.
Abul Aliyah , Ata aur Ibn Sireen rahmatullah alaihim ne bhi sadqa-e-fitr ko farz samjha hai .
Hadith Number: 1503
حدثنا يحيى بن محمد بن السكن، حدثنا محمد بن جهضم، حدثنا إسماعيل بن جعفر، عن عمر بن نافع , عن ابيه، عن ابن عمر رضي الله عنهما، قال:" فرض رسول الله صلى الله عليه وسلم زكاة الفطر صاعا من تمر او صاعا من شعير على العبد , والحر , والذكر , والانثى , والصغير , والكبير من المسلمين، وامر بها ان تؤدى قبل خروج الناس إلى الصلاة".
Hum se Yahya bin Muhammad bin Sakan ne byaan kiya ‘ unhon ne kaha ke hum se Muhammad bin Jahdham ne byaan kiya ‘ unhon ne kaha ke hum se Ismail bin Jafar ne byaan kiya ‘ un se Umar bin Nafi ne un se in ke baap ne aur un se Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne fitr ki zakat (sadqa-e-fitr) ek saa' khajoor ya ek saa' jau farz qarar di thi . Ghulam ‘ aazad ‘ mard ‘ aurat ‘ chote aur bare tamam musalmanon par . Aap salla Allahu alaihi wasallam ka hukm yeh tha ke namaaz (Eid) ke liye jaane se pehle yeh sadqa ada kar diya jaye .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة