الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الزَّكَاة
The Book of Zakat
بَابُ لَيْسَ عَلَى الْمُسْلِمِ فِي عَبْدِهِ صَدَقَةٌ:
Chapter. No Zakat is imposed on the slave belonging to a Muslim.
Show diacritics
Hadith Number: 1464
حدثنا مسدد، حدثنا يحيى بن سعيد، عن خثيم بن عراك , قال: حدثني ابي، عن ابي هريرة رضي الله عنه , عن النبي صلى الله عليه وسلم. ح حدثنا سليمان بن حرب، حدثنا وهيب بن خالد، حدثنا خثيم بن عراك بن مالك، عن ابيه، عن ابي هريرة رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم قال:" ليس على المسلم صدقة في عبده ولا في فرسه".
Hum se Musaddad ne byaan kiya ‘ unhon ne kaha ke hum se Yahya bin Saeed ne byaan kiya , un se Khuzaim bin Irak bin Malik ne , unhon ne kaha ke mujh se mere baap ne byaan kiya , aur un se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke hawala se (doosri sanad) aur hum se Sulayman bin Harb ne byaan kiya , kaha ke hum se Wuhaib bin Khalid ne byaan kiya , kaha ke hum se Khuzaim bin Irak bin Malik ne byaan kiya , unhon ne apne baap se byaan kiya aur un se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya musalman par na us ke ghulam mein zakat farz hai aur na ghore mein .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain