الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الِاسْتِسْقَاءِ
The Book of Al-Istisqa.
بَابُ اسْتِقْبَالِ الْقِبْلَةِ فِي الاِسْتِسْقَاءِ:
Chapter. Facing the Qiblah while offering the Istisqa prayer.
Hadith Number: 1028
حدثنا محمد، قال: اخبرنا عبد الوهاب، قال: حدثنا يحيى بن سعيد، قال: اخبرني ابو بكر بن محمد، ان عباد بن تميم اخبره، ان عبد الله بن زيد الانصاري اخبره،" ان النبي صلى الله عليه وسلم خرج إلى المصلى يصلي، وانه لما دعا او اراد ان يدعو استقبل القبلة وحول رداءه"، قال ابو عبد الله: عبد الله بن زيد هذا مازني، والاول كوفي هو ابن يزيد.
Hum se Muhammad bin Salam Baykandi ne byaan kiya , kaha ke hamein Abdul Wahab Thaqafi ne khabar di , unhon ne kaha ke hamein Yahya bin Saeed Ansari ne hadees byaan ki , kaha ke mujhe Abu Bakr bin Muhammad bin Amr bin Hazm ne khabar di ke Abbad bin Tamim ne unhein khabar di aur unhein Abdullah bin Zayed Ansari ne bataya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam (Istisqa ke liye) Eidgah ki taraf nikle wahan namaaz parhne ko jab Aap salla Allahu alaihi wasallam dua karne lage ya raawi ne yeh kaha dua ka iradah kiya to qibla ru ho kar chadar mubarak palti . Abu Abdullah (Imam Bukhari rahmahu Allah) kehte hain ke is hadees ke raawi Abdullah bin Zayed Maazini hain aur is se pehle baab «al-Dua fil Istisqa» mein jin ka zikr guzra aur woh Abdullah bin Zayed hain Kufa ke rehne wale .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة