الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب صَلَاةِ الْخَوْفِ
The Book of Salat-Ul-Khauf (Fear Prayer).
بَابُ يَحْرُسُ بَعْضُهُمْ بَعْضًا فِي صَلاَةِ الْخَوْفِ:
Chapter. To guard one another during the Salat-ul-Khauf (fear prayer).
Show diacritics
Hadith Number: 944
حدثنا حيوة بن شريح، قال: حدثنا محمد بن حرب، عن الزبيدي، عن الزهري، عن عبيد الله بن عبد الله بن عتبة، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:" قام النبي صلى الله عليه وسلم وقام الناس معه فكبر وكبروا معه، وركع وركع ناس منهم، ثم سجد وسجدوا معه، ثم قام للثانية فقام الذين سجدوا وحرسوا إخوانهم، واتت الطائفة الاخرى فركعوا وسجدوا معه والناس كلهم في صلاة ولكن يحرس بعضهم بعضا".
Hum se Haywah bin Shurayh ne byaan kiya , unhon ne kaha ke hum se Muhammad bin Harb ne Zubaidi se byaan kiya , un se Zuhri ne , un se Ubaidullah bin Abdullah bin Utbah bin Masood ne , un se Abdullah bin Abbas razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam kharay hue aur doosre log bhi Aap salla Allahu alaihi wasallam ki iqtada mein kharay hue . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne takbeer kahi to logon ne bhi takbeer kahi . Aap salla Allahu alaihi wasallam ne ruku kiya to logon ne Aap salla Allahu alaihi wasallam ke sath ruku aur sajda kar liya tha woh kharay kharay apne bhaiyon ki nigrani karte rahe . Aur doosra giroh aaya . (jo ab tak hifazat ke liye dushman ke muqabla mein khara raha baad mein) us ne bhi ruku aur sajde kiye . Sab log namaaz mein thay lekin log aik doosre ki hifazat kar rahe thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain